SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarkash"
Nazm MATCHES FOR "sarkash"
Nazm
shikwa
tujh se sarkash hu.aa ko.ii to biga.D jaate the
teG kyaa chiiz hai ham top se la.D jaate the
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
ishq thaa fitnagar o sarkash o chaalaak miraa
aasmaa.n chiir gayaa naala-e-bebaak miraa
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
vo mai-e-sarkash haraarat jis kii hai miinaa-gudaaz
hikmat-e-maGrib se millat kii ye kaifiyyat hu.ii
Allama Iqbal
Nazm
mazduron ka git
sarkash hai.n sar uu.nchaa rakhte hai.n
mazduur hai.n ham mazduur hai.n ham
Asrarul Haq Majaz
Nazm
yaksui
ek sarkash se mohabbat kii tamannaa rakh kar
KHud ko aa.iin ke phando.n me.n pha.nsaatii kyuu.n ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
nilo
ahl-e-sarvat kii ye tajviiz hai sarkash la.Dkii
tujh ko darbaar me.n ko.Do.n se nachaayaa jaa.e
Habib Jalib
Nazm
raat aur rail
ek sarkash fauj kii suurat alam khole hu.e
ek tuufaanii garaj ke saath Daraatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
alwidaa
kis me.n himmat thii ki badle zindagaanii ke puraane KHol ko
ham se sarkash ko diyaa karte the naam
Baqar Mehdi
Nazm
nazr-e-collage
sarkash bane hai.n giit baGaavat ke gaa.e hai.n
barso.n na.e nizaam ke naqshe banaa.e hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
allahabad se
vo sarkash rahzan-e-aivaan-e-KHuubaa.n
ba-azm-e-baaryaabii aa gayaa hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek jila-watan ki wapsi
mard-e-sarkash tujhe aadam kii kahaanii kii qasam
ruuh-e-insaa.n ke taqaazaa-e-nihaanii kii qasam
Asrarul Haq Majaz
Nazm
lahu pukarta hai
magar lahuu to hai be-baak o sarkash o chaalaak
ye sho.ala mai ke piyaale me.n jaag uThtaa hai
Ali Sardar Jafri
Nazm
gurez
javaanii bhii sarkash mohabbat bhii sarkash
vo zindaanii-e-zulf-e-pechaa.n nahii.n mai.n