SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarmaa.e"
Ghazal MATCHES FOR "sarmaa.e"
Ghazal
pa.De rahoge yahaa.n kab talak bure haalo.n
vahaa.n to husn ke sarmaa.e hai.n chale jaa.o
Sabir Zafar
Ghazal
is zamiin-e-saKHt kaa ab khodnaa bekaar hai
dafan the jo is KHaraabe me.n vo sarmaa.e ga.e
Allama Talib Jauhari
Ghazal
dil ke har mausam ne baKHshii daulat-e-ehsaas-o-dard
sirf is sarmaa.e ko zaad-e-safar rahne diyaa
Azra Naqvi
Ghazal
Ahmad Ziya
Ghazal
sarmaa-e-aashufta-dilii jam' hu.aa hai
aa dekh sanam haal-e-pareshaan hamaaraa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
apnii tahziib-o-saqaafat ke bhii sarmaa.e kaa
bojh logo.n se na Dho jaa.e to dukh hotaa hai
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
hame.n nahii.n hai tahii-daamanii kaa Gam hargiz
hai.n apne paas bahut haadso.n ke sarmaa.e
Zafar Akbarabadi
Ghazal
tumhaarii chaah tarab-KHez vaadiyo.n kaa safar
hamaare saath hai.n mahruumiyo.n ke sarmaa.e
Abul Khair Nashtar
Ghazal
Hazrat Shah
Ghazal
mash.huur vo 'manzuur' hai jis ke liye kal tak
sarmaa-e-shohrat hii faraaham na hu.aa thaa
Ali Manzoor Hyderabadi
Ghazal
KHaazin huu.n nazm-o-nasr ke sarmaa.e kaa magar
mumkin nahii.n hai mujh se kitaabo.n kaa kaarobaar
Abdussalam Asim
Ghazal
jab shaaKH ko.ii haath lagaate hii chaman me.n
sharmaa.e lachak jaa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
tuu saamne hai to phir kyuu.n yaqii.n nahii.n aataa
ye baar baar jo aa.nkho.n ko mal ke dekhte hai.n