SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarmaa.e"
Nazm MATCHES FOR "sarmaa.e"
Nazm
ek taswir-e-rang
tuu ne sarmaa.e kii chhaa.nv me.n panapne ke liye
apne dil apnii mohabbat kaa lahuu bechaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
sarmaa.e me.n kamii thii sahaaraa ko.ii na thaa
sayyad kaa dil thaa darpai takmiil-e-intizaam
Akbar Allahabadi
Nazm
dard-e-mushtarak
in ko sarmaa.e ne be-kaar banaa rakkhaa hai
husn aur husn ke har ek sanam-KHaane ko
Qateel Shifai
Nazm
lori
roTiyaa.n band hai.n sarmaa.e ke tah-KHaano.n me.n
bhuuk is mulk ke kheto.n me.n ugii hai beTe
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
yakum may
ba.az aise the jo sarmaa.e ke Thekedaar the
kahte the mazduur ko KHar aur KHud KHar-kaar the
Syed Mohammad Jafri
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
firdaus-e-zamii.n jannat-e-kashmiir yahii hai
sarmaa.e ke beTo.n kii hu.ii KHuub dukaa.n band
Arsh Malsiyani
Nazm
ek alamat
kabhii sarmaa.e kii talvaar me.n kho jaatii hai
har payambar pe ha.nsaa hai ye zamaana lekin
Mustafa Zaidi
Nazm
tawaif
mujh ko sarmaa.e ke sho.ale ne jalaa Daalaa hai
merii ismat ke charaaGo.n ko bujhaa Daalaa hai
Izhaar Malihabadi
Nazm
takiya
imaarat aur shaukat aur sarmaa.e kii tasviire.n
ye aivaanaat sab hai.n haal hii kii taaza taamiire.n
Hafeez Jalandhari
Nazm
ek sawal
sarmaa.e ke simTe hu.e ho.nTo.n kaa tabassum
mazduur ke chehre kii thakan hai ki nahii.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
kya ye mumkin hai
ko.ii apne sarmaa.e kii bhe.nT cha.Dhaa saktaa hai
aa.o kuchh baat kare.n