SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarv"
Ghazal MATCHES FOR "sarv"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ishq-peche kii tarah husn-e-giraftaarii hai
lutf kyaa sarv kii maanind gar aazaad raho
Meer Taqi Meer
Ghazal
dahr ke Gam se hu.aa rabt to ham bhuul ga.e
sarv qaamat ko javaanii ko qayaamat likhnaa
Habib Jalib
Ghazal
kiyaa muj ko daaGo.n ne sarv-e-charaaGaa.n
kabhuu tuu ne aa kar tamaashaa na dekhaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
tubaa-e-bahishtii hai tumhaaraa qad-e-ra.anaa
ham kyuu.nkar kahe.n sarv-e-iram kah nahii.n sakte
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mar ga.ii sarv pe jab ho ke tasadduq qumrii
us se us dam bhii na tauq apne guluu kaa niklaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
taariif tire qad kii alif-vaar siriijan
jaa sarv-e-gulistaa.n kuu.n KHush-alhaa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
saa.e kii tarah saath phire.n sarv o sanobar
tuu is qad-e-dilkash se jo gulzaar me.n aave
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mujh KHasta o mahjuur kii aa.nkhe.n hai.n tarastii
kab se tujhe ai sarv-KHiraamaa.n nahii.n dekhaa
Asghar Gondvi
Ghazal
qaamat ko tere sarv sanobar nahii.n kahaa
jaisaa bhii tuu thaa us se to ba.Dh kar nahii.n kahaa
Ahmad Faraz
Ghazal
payaam aayaa hai phir ek sarv-qaamat kaa
mire vujuud ko khii.nche hai daar kaa mausam