SEARCH RESULTS
Showing search results for "sastii"
Ghazal MATCHES FOR "sastii"
Ghazal
Meraj Faizabadi
Ghazal
ham ko in sastii KHushiyo.n kaa lobh na do
ham ne soch samajh kar Gam apnaayaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
kaise kaise log dastaaro.n ke maalik ho ga.e
bik rahii thii shahr me.n tho.Dii sii sastii ek din
Munawwar Rana
Ghazal
ek din tuu bhii isii baazaar me.n bik jaa.egaa
aur ko.ii shai na hogii tujh se sastii ek din
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Qaisarul Jafri
Ghazal
mohabbat zindagii hai zindagii kaa naam mastii hai
agar mastii na ho to zindagii miTTii se sastii hai
Qamar Anjum
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kiimiyaa-e-dil kyaa hai KHaak hai magar kaisii
liijiye to mah.ngii hai bechiye to sastii hai
Yagana Changezi
Ghazal
aaj kaa zamaana bhii vaah kyaa zamaana hai
zindagii bahut mah.ngii maut kitnii sastii hai
Aasi Ramnagri
Ghazal
jaa.n de ke bhii KHariido to duniyaa na aa.e haath
ye musht-e-KHaak kahne ko sastii zaruur hai
Naushad Ali
Ghazal
kaisii giraanii hai izzat kii roTii me.n
is se sastii ik banduuq kii golii hai