SEARCH RESULTS
Showing search results for "satar"
Ghazal MATCHES FOR "satar"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
apnii KHabar, na us kaa pata hai, ye ishq hai
jo thaa, nahii.n hai, aur na thaa, hai,, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
kyaa bataa.uu.n ki jo hangaama bapaa hai mujh me.n
in dino.n ko.ii bahut saKHt KHafaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
ko.ii milaa to kisii aur kii kamii hu.ii hai
so dil ne be-talabii iKHtiyaar kii hu.ii hai
Irfan Sattar
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
ik KHvaab nii.nd kaa thaa sabab, jo nahii.n rahaa
us kaa qalaq hai aisaa ki mai.n so nahii.n rahaa
Irfan Sattar
Ghazal
ajab hai ra.ng-e-chaman jaa-ba-jaa udaasii hai
mahak udaasii hai baad-e-sabaa udaasii hai
Irfan Sattar
Ghazal
ek ik inch pe us jism ke sattar sattar
bose liije to bhalaa kyuu.n vo qayaamat na lage
Fuzail Jafri
Ghazal
udaas bas aadatan huu.n kuchh bhii hu.aa nahii.n hai
yaqiin maano kisii se ko.ii gila nahii.n hai
Irfan Sattar
Ghazal
jii me.n hai yaad ruKH-o-zulf-e-siyah-faam bahut
ronaa aataa hai mujhe har sahar-o-shaam bahut
Meer Taqi Meer
Ghazal
jo naa-gahaa.n kabhii izn-e-safar hu.aa 'irfaan'
to fikr kaisii ki saamaan hai ba.ndhaa rakkhaa
Irfan Sattar
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
vafaa ke baab me.n apnaa misaaliyaa ho jaa.uu.n
tire firaaq se pahle hii mai.n judaa ho jaa.uu.n
Irfan Sattar
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
ye kaise malbe ke niiche dabaa diyaa gayaa huu.n
mujhe badan se nikaalo mai.n ta.ng aa gayaa huu.n
Irfan Sattar
Ghazal
hame.n nahii.n aate ye kartab na.e zamaane vaale
ham to siidhe log hai.n yaaro vahii puraane vaale
Irfan Sattar
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
hai pur laGzisho.n se kahaanii hamaarii
tuu sattaar hai kuchh karaamaat to kar