SEARCH RESULTS
Showing search results for "satr-posh"
Ghazal MATCHES FOR "satr-posh"
Ghazal
zulmat kaa daur kuchh bhii sahii satr-posh thaa
kab raushnii ne jeb-o-garebaa.n diyaa hame.n
Zaheer Kashmiri
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
qariyo.n ke satr-posh junuu.n ko salaam-e-shauq
daaman nahii.n hai jeb nahii.n aastii.n nahii.n
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
iizaa-dahii kii daad jo paataa rahaa huu.n mai.n
har naaz-aafrii.n ko sataataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
ham se diivaano.n ne sar pesh kiye hai.n ha.ns ke
jab bhii maqtal me.n kabhii zulm ke KHanjar jaage
Zaheer Abbas Saer
Ghazal
hamesha ha.nstaa hu.aa dushmano.n se pesh aaya
buland-tar the jo 'saa.ir' ke hausle dekhe
Zaheer Abbas Saer
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ya.anii ki abhii KHam nahii.n sar pesh-e-salaasil
naGmaat kii lai uu.nchii hai maddham to nahii.n hai
Shareef Ahmad Qureshi
Ghazal
jab uThegaa josh-e-mai ban jaa.egaa vo aaftaab
jab u.Degaa KHum kaa sar-posh aasmaa.n ho jaa.egaa
Qadr Bilgrami
Ghazal
ulfat me.n dil umaDte hii sar tan se u.D gayaa
sar-posh josh-e-mai se na Thahraa maThor par
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
aur ab udaasii kii satr-poshii kaa marhala hai
thakan ke dhaago.n se ek chaadar banaa rahaa huu.n
Abbas Tabish
Ghazal
Mirza Rahimuddin Haya
Ghazal
ne.amat-e-Gaib se kahtii hai muhavvis kii havaa
u.D ke jauhar kii tarah deg se sar-posh me.n aa