SEARCH RESULTS
Showing search results for "savaad-e-shaam-e-mohabbat"
Ghazal MATCHES FOR "savaad-e-shaam-e-mohabbat"
Ghazal
Nazir Siddiqi
Ghazal
savaad-e-shaam se Dartaa hu.aa nazar aayaa
faroG-e-mehr bhii martaa hu.aa nazar aayaa
Bushra Zaidi
Ghazal
savaad-e-shaam na ra.ng-e-sahar ko dekhte hai.n
bas ik sitaara-e-vahshat-asar ko dekhte hai.n
Ahmad Mahfuz
Ghazal
Arif Kukravi
Ghazal
savaad-e-shaam pe suuraj utarne vaalaa hai
Thahar bhii jaa ki ye manzar ubharne vaalaa hai
Rasheed Nisar
Ghazal
tuu agar sham-e-mohabbat ko farozaa.n kar de
tiirgii zulm kii chaak apnaa garebaa.n kar de
Azeez Mubarakpur
Ghazal
savaad-e-shaam me.n sab vahshiyo.n kaa jalsa ho
lahuu kaa raag ho aur naGma-saaz pyaasaa ho
Vipul Kumar
Ghazal
sub.h ke jalvo.n me.n poshiida savaad-e-shaam hai
ishq ke aaGaaz hii me.n ishq kaa anjaam hai
Raunaq Badauni
Ghazal
savaad-e-shaam-e-mohabbat hai duud-e-be-aatish
tuluu-e-sub.h-e-tamannaa hai aatish-e-be-duud
Nooh Narvi
Ghazal
manzar-e-shaam-e-alam bhii nahii.n dekhe jaate
kyaa sitam hai ki sitam bhii nahii.n dekhe jaate
Akhtar Wajidi
Ghazal
savaad-e-shaam se taa-sub.h-e-be-kinaar ga.ii
tire liye to mai.n har baar haar haar ga.ii
Shahida Hasan
Ghazal
Tab Aslam
Ghazal
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbat
baKHshe hai yahii garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
KHvaahish-e-sham'-e-farozaa.n se pareshaa.n na hu.aa
dil qanaa'at ke karam se tahii-daamaa.n na hu.aa
Kausar Parveen Kausar
Ghazal
jab tak charaaG-e-shaam-e-tamannaa jale chalo
do-chaar hii qadam hai ye rasta chale chalo