SEARCH RESULTS
Showing search results for "savaad-e-shaam-e-mohabbat"
Nazm MATCHES FOR "savaad-e-shaam-e-mohabbat"
Nazm
dua
ai KHudaa sham-e-mohabbat ko farozaa.n kar de
daaG-e-dil ko mire sad-rashk-e-gulistaa.n kar de
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
aazadi
mirii sadaa hai gul-e-sham-e-shaam-e-aazaadii
sunaa rahaa huu.n dilo.n ko payaam aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
dariche ke qarib
jaag ai sham-e-shabistaan-e-visaal
mahfil-e-KHvaab ke is farsh-e-tarab-naak se jaag!
Noon Meem Rashid
Nazm
shama
bazm-e-jahaa.n me.n me.n bhii huu.n a sham-e-dardmand
faryaad dar girah-e-sifat daana sipand
Allama Iqbal
Nazm
apni malka-e-suKHan se
hotaa hai mah-vasho.n kaa vo aalam tire huzuur
jaise charaaG-e-murdaa sar-e-bazm-e-sham-e-tuur
Josh Malihabadi
Nazm
gulha-e-aqidat
apne gulhaa-e-aqiidat pesh kartii huu.n tujhe
muKHtasar ye hai mohabbat pesh kartii huu.n tujhe
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
phir sham hui
phailtaa phailtaa shaam-e-Gam kaa dhu.aa.n
ik udaasii kaa tantaa hu.aa saa.ebaa.n
Ibn۔e۔Insha
Nazm
katik ka chand
sone lagtii hai sar-e-shaam ye saarii duniyaa
in ke hujro.n me.n na dar hai na dariicha ko.ii
Ibn۔e۔Insha
Nazm
dil-ashob
tire lutf-o-ataa kii dhuum sahii mahfil mahfil
ik shaKHs thaa inshaa naam-e-mohabbat me.n kaamil