SEARCH RESULTS
Showing search results for "ser"
Ghazal MATCHES FOR "ser"
Ghazal
na puuchh jab vo guzartaa hai be-niyaazii se
to kis malaal se ham naama-bar ko dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
bas ik tirii hii shikam-ser ruuh hai aazaad
ab ai asiir-e-kamand-e-havaa jo tuu chaahe
Majeed Amjad
Ghazal
duniyaa ke jabr-o-jaur se kyuu.nkar amaa.n mile
mai.n chup rahaa to aur bhii vo sher ho ga.ii
Jaimini Sarshar
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ai junuu.n hote hai.n sahraa par utaare shahr se
fasl-e-gul aa.ii ki diivaane sidhaare shahr se
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHair se ab hai vahaa.n aap kaa biimaar ki bas
is qadar der lagaa dii mire sarkaar ki bas
Dil Ayubi
Ghazal
aa.nkhe.n maltaa huu.n tumhaarii zulf se
panja-e-mizhgaa.n ba-ra.ng-e-shaana hai
Muneer Shikohabadi
Ghazal
kuchh baat nahii.n jism agar meraa jalaa hai
sad-shukr ki us bazm se sho'la to uThaa hai
Fakhr Zaman
Ghazal
haakim-e-vaqt bhii haalaat se aajiz aa kar
vaqt ke saamne sar apnaa jhukaa detaa hai
Rafiq Usmani
Ghazal
vo apnii KHalvat-e-jaa.n se pukaartaa hai mujhe
mai.n chaahtaa huu.n use harf-e-zer-e-lab kii tarah
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
Syed Mohammad Meer Asar
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
chhe saat ser khaa ke bhii kahtaa hai maulvii
aalam tamaam halqa-e-daam-e-KHayaal hai