SEARCH RESULTS
Showing search results for "serii"
Ghazal MATCHES FOR "serii"
Ghazal
serii na hogii tishna-e-diidaar ke liye
paanii nahii.n chah-e-zaqan-e-yaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
mai.n vo huu.n ki serii mujhe hotii nahii.n mai se
denaa mire saaqii mujhe paimaana samajh kar
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
kuchh vasiila to rahaa hogaa shikam-serii kaa
rizq-e-KHufta ki nabaataat se pahle kyaa thaa
Ejaz Gul
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
ye faaqa-kash ki jinhe.n haif KHud-farebii me.n
shikam kii serii ko paanii bilonaa pa.Dtaa hai
Mahendra Partap Chand
Ghazal
shikam-serii se pahle lamha-bhar ko soch lenaa
hamaare KHvaab dastar-KHvaan par rakkhe hu.e hai.n
Sarwar Arman
Ghazal
khaano.n se mano.n Gam ke bhii serii nahii.n hotii
kyaa mujh ko khilaa dii kahii.n iksiir kisii ne
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
serii-e-nazar bhii na hu.ii haa.e mayassar
aa.nkhe.n jo hu.ii.n chaar lage tiir-e-qazaa do
Ismail Merathi
Ghazal
kyuu.n kar ho hariis-e-sitam-e-ishq kii serii
Gam rizq-e-muqaddar hai sivaa ho nahii.n saktaa
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
jo zariiya thaa shikam-serii-e-insaa.n kaa sadaa
peT par baa.ndhe hai patthar nahii.n dekhaa jaataa
Shifa Kajgavnwi
Ghazal
duniyaa kii ne.amato.n se ye serii hai ruuh ko
bosa bhii yaar de to kahuu.n mai.n havas nahii.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
Kaleem Haider Sharar
Ghazal
ek do jaam se serii nahii.n hotii saaqii
chaahte piinaa hai.n jii-bhar ke mai-aashaam abhii
Ishrat Safipuri
Ghazal
yahii hai 'ishq ki jab gul kare.n shikam-serii
to us ke duusre din 'andaliib khaanaa khaa.e.n
Farhat Ehsas
Ghazal
aaj ho kuchh to shikam-serii kii suurat
ghar me.n ik mehmaan aa jaa.e to behtar