SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaah-saaz"
Ghazal MATCHES FOR "shaah-saaz"
Ghazal
faqiir shaah nahii.n shaah-saaz hotaa hai
ye KHush-nazar nigah-e-KHusravii se KHush na hu.aa
Raoof Khair
Ghazal
rafiiq dost muhib mujh ko shaaq sab hii the
agarche kahne ko ye ham-mazaaq sab hii the
Aslam Haneef
Ghazal
'ishq me.n Duubii mahaktii shaam saa teraa badan
os kaa gul pe likhe paiGaam saa teraa badan
Ashutosh Pandey
Ghazal
ye shahr shahr sar-e-aam ab munaadii hai
na vo rahegaa mulaaqaat kaa jo aadii hai
Manmohan Talkh
Ghazal
'ishq kii aag me.n ab sham' saa jal jaa.uu.ngaa
tujh lagan biich qadam gaa.D na Tal jaa.uu.ngaa
Ishq Aurangabadi
Ghazal
sahraa o shahr sab se aazaad ho rahaa huu.n
apne kahe kinaare aabaad ho rahaa huu.n
Nomaan Shauque
Ghazal
Charan Singh Bashar
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
barq sar-e-shaaKH-saar dekhiye kab tak rahe
ham ko yaqiin-e-bahaar dekhiye kab tak rahe
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Gubaar saa hai sar-e-shaaKH-saar kahte hai.n
chalaa hai qaafila-e-nau-bahaar kahte hai.n
Asghar Saleem
Ghazal
sah-sah ke Gam ke vaar Gazal kah rahaa huu.n mai.n
phir ye ki shaahkaar Gazal kah rahaa huu.n mai.n
Waqar Manvi
Ghazal
sar-e-shaaKH-saar gulaab hai.n ye jo KHvaab hai.n
kabhii KHaar-zaar-e-azaab hai.n ye jo KHvaab hai.n
Mohammad Firoz Shah
Ghazal
Musavvir Karanjavi
Ghazal
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
KHushbuu tire badan kii jo lahraa.ii sard raat
vo KHvaab 'shaaz' terii hii larzish me.n Dhal ga.e
Shaz
Ghazal
jo mai-kashii kaa iraada ho kuchh tire dil me.n
chaman me.n saaGar-e-gul dast-e-shaaKH-saar se luu.n
Shah Naseer
Ghazal
muzhda ai ruuh tujhe ishq saa dam-saaz aayaa
nakbat-e-faqr ga.ii shaah-e-sar-afraaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
us zulf ke KHayaal ne afsurda-dil kiyaa
ThanDaa charaaG-e-umr sar-e-shaam ho gayaa