SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaayastagii"
Ghazal MATCHES FOR "shaayastagii"
Ghazal
shaa.istagii-e-Gam ke sabab aa.nkho.n ke sahraa
namnaak to ho jaate hai.n jal-thal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
hamaare lahje kii shaa.istagii ke dhoke me.n
hamaarii baato.n kii gahraa.iyaa.n na chhuu lenaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
isii kaa naam hai shaa.istagii o paas-e-vafaa
palak tak aa ke jo aa.nsuu thamaa thamaa saa lagaa
Iqbal Azeem
Ghazal
shikastagii me.n bhii kyaa shaan hai imaarat kii
ki dekhne ko ise sar uThaanaa pa.Dtaa hai
Azhar Inayati
Ghazal
kisii ko kyaa ho dilo.n kii shikastagii kii KHabar
ki TuuTne me.n ye shiishe sadaa nahii.n rakhte
Meer Anees
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
ko.ii bhii chiiz salaamat nahii.n magar ye dil
shikastagii me.n jo apnii misaal ho gayaa hai
Ajmal Siraj
Ghazal
Qaisarul Jafri
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
vafaa-e-ahd hai ye paa-shikastagii to nahii.n
Thahar gayaa ki mire ham-safar nahii.n aa.e
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
qubuul kiijiye lillaah tohfa-e-dil ko
nazar na kiijiye is kii shikastagii kii taraf
Akbar Allahabadi
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
karaKHt hone lage hai.n bujhe hu.e lahje
mire mizaaj me.n shaa.istagii ke aane se
Alam Khursheed
Ghazal
rago.n me.n chiiKHtaa phirtaa hai ek sail-e-junuu.n
agarche lahje me.n shaa.istagii malaal kii hai
Irfan Sattar
Ghazal
kamaal ye thaa ki ham bahs haar baiThe the
hamaare lahje kii shaa.istagii bachii hu.ii thii
Liaqat Jafri
Ghazal
mahsuus kar rahaa huu.n mai.n karb-e-shikastagii
tum bhii shaguft-e-gul kii sadaa Gaur se suno