SEARCH RESULTS
Showing search results for "shab-e-fitna"
Ghazal MATCHES FOR "shab-e-fitna"
Ghazal
mumkin hai shab-e-hijr du.aa kaa na asar ho
hai raat vo kyaa raat ki jis kii na sahar ho
A G Josh
Ghazal
shab-e-firaaq kii zulmat me.n Gam ke maaro.n kaa
tire KHayaal kii taabindagii ne saath diyaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
'shaan' ab ham ko to aksar shab-e-tanhaa.ii me.n
nii.nd aatii nahii.n aur KHvaab nazar aate hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
hai zikr-e-yaar kyuu.n shab-e-zindaa.n se duur duur
ai ham-nashii.n ye tarz Gazal kaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ro ro ke shab-o-roz tire hijr me.n ai dost
ham apnii mohabbat kaa tamaashaa nahii.n karte
Naresh M. A
Ghazal
shab-gaziida ko tire is kii KHabar hii kab thii
din jo aa.egaa Gam-e-laa-mutanaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
naa-shanaaso.n kii tahsii.n rang laa.ii hai kyaa kyaa
ko.ile bhii ab laal-e-shab-charaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
bichha.D ke shaam rahii tuul-e-umr tak goyaa
Thahar gayaa thaa jo lamha vo phir kahaa.n guzraa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
barham the KHvaab nii.nd kii retiilii os par
us par sitam ki taa.er-e-shab bolne lage
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
nishaan-e-zaKHm pe nishtar-zanii jo hone lagii
lahuu me.n zulmat-e-shab u.ngliyaa.n bhigone lagii
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
shab-e-vasl murG-e-sahar yaad rakhnaa
zabaa.n kaaT luu.ngaa jo royaa ziyaada