SEARCH RESULTS
Showing search results for "shabaab"
Ghazal MATCHES FOR "shabaab"
Ghazal
KHud husn-o-shabaab un kaa kyaa kam hai raqiib apnaa
jab dekhiye ab vo hai.n aa.iina hai shaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
javaa.n hone lage jab vo to ham se kar liyaa parda
hayaa yak-laKHt aa.ii aur shabaab aahista aahista
Ameer Minai
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kis kis ko bataa.e.nge judaa.ii kaa sabab ham
tuu mujh se KHafaa hai to zamaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
jis din se e'timaad me.n aayaa tiraa shabaab
us din se tujh pe zulm hii Dhaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
jise kuchh nazar na aayaa ho jahaa.n rang-o-buu me.n
vo khilaa gulaab dekhe vo tiraa shabaab dekhe
Jameel Malik
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kahii.n hai naGma-e-bulbul kahii.n hai KHanda-e-gul
ayaa.n hai josh-e-shabaab-e-bahaar eid ke din
Akbar Allahabadi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ruKHsat hu.ii shabaab ke hamraah zindagii
kahne kii baat hai ki jiye jaa rahaa huu.n mai.n