SEARCH RESULTS
Showing search results for "shabaab"
Nazm MATCHES FOR "shabaab"
Nazm
nau-jawan se
jalaal-e-aatish-o-barq-o-sahaab paidaa kar
ajal bhii kaa.np uThe vo shabaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
masjid-e-qurtuba
saada o pur-soz hai duKHtar-e-dahqaa.n kaa giit
kashtii-e-dil ke liye sail hai ahd-e-shabaab
Allama Iqbal
Nazm
bagula
juun kaa taptaa mahiina timtimaataa aaftaab
Dhal chukaa hai din ke saa.nche me.n jahannam kaa shabaab
Jan Nisar Akhtar
Nazm
ba-jawab-e-pand-nama
piir-e-josh-e-shabaab kyaa jaane
shorish-e-iztiraab kyaa jaane
Asrarul Haq Majaz
Nazm
bahut dinon ki baat hai
shabaab par bahaar thii
fazaa bhii KHush-gavaar thii
Salam Machhli shahri
Nazm
KHuda wo waqt na lae
vufuur-e-dard se siimaab hoke rah jaa.e
tiraa shabaab faqat KHvaab ho ke rah jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
girl-friend
surma.ii ret kii pagDanDii par
sa.ng-e-marmar kii chaTaano.n kaa dil-aavez shabaab
Prem Warbartani
Nazm
ek rah-guzar par
hazaar fitne tah-e-paa-e-naaz KHaak-nashii.n
har ik nigaah KHumaar-e-shabaab se ra.ngii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ramayan ka ek scene
soz-e-daruu.n se qalb o jigar ho ga.e kabaab
piirii miTii kisii kii kisii kaa miTaa shabaab
Chakbast Braj Narayan
Nazm
sal ki aaKHiri shab
KHam hone ko hai bas aaKHirii lamhe kaa shabaab
aur ufuq paar dhu.ndlako.n se kahe.n
Saleem Kausar
Nazm
apni malka-e-suKHan se
sarshaar a.nkh.Diyo.n ke dahakte shabaab se
mauj-e-nafs ke itr se mukh.De kii aab se