SEARCH RESULTS
Showing search results for "shabaabo.n"
Ghazal MATCHES FOR "shabaabo.n"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
KHud husn-o-shabaab un kaa kyaa kam hai raqiib apnaa
jab dekhiye ab vo hai.n aa.iina hai shaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
javaa.n hone lage jab vo to ham se kar liyaa parda
hayaa yak-laKHt aa.ii aur shabaab aahista aahista
Ameer Minai
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
jis din se e'timaad me.n aayaa tiraa shabaab
us din se tujh pe zulm hii Dhaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
mire daaman me.n sharaaro.n ke sivaa kuchh bhii nahii.n
aap phuulo.n ke KHariidaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
vo samundar hai to phir ruuh ko shaadaab kare
tishnagii kyuu.n mujhe detaa hai saraabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
jise kuchh nazar na aayaa ho jahaa.n rang-o-buu me.n
vo khilaa gulaab dekhe vo tiraa shabaab dekhe
Jameel Malik
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
dayaar-e-nuur me.n tiira-shabo.n kaa saathii ho
ko.ii to ho jo mirii vahshato.n kaa saathii ho
Iftikhar Arif
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kahii.n hai naGma-e-bulbul kahii.n hai KHanda-e-gul
ayaa.n hai josh-e-shabaab-e-bahaar eid ke din
Akbar Allahabadi
Ghazal
ab itnii saarii shabo.n kaa hisaab kaun rakhe
ba.De savaab kamaa.e ga.e javaanii me.n