SEARCH RESULTS
Showing search results for "shabbiir"
Ghazal MATCHES FOR "shabbiir"
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kahte ho ki ho usva-e-shabbiir pe qaa.em
darbaar me.n kyo.n jaate ho sar kyo.n nahii.n jaataa
Akhtar Usman
Ghazal
the haq pe vo be-shak ki na hote to na hotaa
duniyaa me.n bapaa maatam-e-'shabbiir' abhii tak
Hasrat Mohani
Ghazal
Aqib Sabir
Ghazal
mujh ko ta.aliim se fursat hii kahaa.n ai 'shabbiir'
kah liyaa sher ko.ii jab kabhii fursat dekhii
Josh Malihabadi
Ghazal
Shabbir Hasan
Ghazal
Shabbeer Ehram
Ghazal
Shabbir Hasan
Ghazal
jab se maddham mirii qismat ke sitaare hu.e hai.n
naf' ke naam pe bhii mujh ko KHasaare hu.e hai.n
Shabbeer Ehram
Ghazal
tere kyaa apne bhii kuchh kaam na aa.e ham log
kuchh na kuchh tuu ne banaanaa thaa banaa.e ham log
Shabbir Hasan
Ghazal
yahii hai virsa-e-shabbiir kaa chalan 'arshad'
ki har yaziid se inkaar karte rahnaa hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
malba haTaa ke aa.nkh kii kirchii uThaa.ii thii
diivaar-e-KHvaab nii.nd ne tirchhii uThaa.ii thii
Shabbir Hasan
Ghazal
sivaa.e usva-e-shabbiir kuchh na kaam aayaa
dhamaal raqs ye vajd aur haal kyaa kyaa kuchh
Syed Salman Gilani
Ghazal
nigaah-e-dil se jis din usva-e-shabbiir dekhe.nge
KHaliilullaah apne KHvaab kii ta.abiir dekhe.nge
Rahmat Ilahi Barq Aazmi
Ghazal
zamii.n-taa-aasmaa.n dhu.aa.n dhu.aa.n dhu.aa.n
dhu.aa.n faqat dhu.aa.n dhu.aa.n dhu.aa.n dhu.aa.n
Shabbeer Ehram
Ghazal
sher kahte to rahe yaar bahut log magar
ko.ii shaa.ir na hu.aa miir taqii 'miir' ke baad
Zohaib Azmi
Ghazal
ghabraane se kyaa kaam 'muniir'-e-jigar-afkaar
tuu arz to kar hazrat-e-shabbiir se pahle