SEARCH RESULTS
Showing search results for "shafaa.at"
Ghazal MATCHES FOR "shafaa.at"
Ghazal
ai shaafa-e-mahshar jo kare tuu na shafaa.at
phir kaun vahaa.n tere sivaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
kahaa.n tak na behosh-o-be-KHud karegii
mai-e-vasl hai ko.ii sharbat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
allaah kaa diidaar mohammad kii shafaa.at
'maa.il' ko milii hashr ke din yaa shab-e-me.araaj
Abdul Halim Sharar
Ghazal
baKHshish KHudaa kii hai to shafaa.at rasuul kii
rakhtaa huu.n darmiyaan kariim o rahiim kaa
Rasheed Rampuri
Ghazal
shaafe-e-hashr shafaa.at pe kamar-basta hai
aaj har samt gunahgaar nazar aate hai.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
KHariid-e-jins-e-shafaa.at me.n hogii kaifiyat
hamaarii gaa.nTh me.n hai naqd-e-aabruu-e-sharaab
Muneer Shikohabadi
Ghazal
'sabaa' ham hashr ko mujrim jo nikle
shafaa.at ko shah-e-laulaak niklaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Abaan Asif Kachkar
Ghazal
Sabir Waseem
Ghazal
baiThe hai.n aas me.n hai shafaa'at kaa aasraa
aur aaKHirat kaa ham nahii.n saamaa.n kiye hu.e
Shamsa Najm
Ghazal
us va.ada-e-shafaa.at-e-jaa.n pe jiyo 'aniis'
un ne kahaa hai terii shifaa le ke jaa.uu.ngaa
Anisur Rahman
Ghazal
'daa.uud' na kar pursish-e-mahshar satii kuchh KHauf
vaa.n aal-e-mohammad kii shafaa.at tujhe bas hai
Mirza Daood Beg
Ghazal
Dar na thaa dil me.n kuchh qayaamat kaa
thaa bharosaa tirii shafaa.at kaa