SEARCH RESULTS
Showing search results for "shafaa.at"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shafaa.at"
Naat
kaunain kaa Gam yaad-e-KHudaa dard-e-shafaa.at
daulat hai yahii daulat-e-sultaan-e-madiina
Jigar Moradabadi
Ghazal
ai shaafa-e-mahshar jo kare tuu na shafaa.at
phir kaun vahaa.n tere sivaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Naat
kaam aa.ii sar-e-hashr mohammad kii shafaa.at
sab kahte hai.n jaa terii KHataa ko.ii nahii.n hai
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shafaa.at"
Naat
girte hu.o.n ko muzhda sajde me.n gire maulaa
ro ro ke shafaa'at kii tamhiid uThaa.ii hai
Ahamd Raza Khan Barelvi
Naat
baKHshish hogii tabhii jo shafaa'at mile mujhe
vaa'da KHudaa kaa par ho iraada rasuul kaa
Shamsa Najm
Ghazal
kahaa.n tak na behosh-o-be-KHud karegii
mai-e-vasl hai ko.ii sharbat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
allaah kaa diidaar mohammad kii shafaa'at
'maa.il' ko milii hashr ke din yaa shab-e-me'raaj
Abdul Halim Sharar
Naat
ban aa.ii terii shafaa.at se ruu-siyaaho.n kii
ki fard daaKHil-e-daftar hu.ii gunaaho.n kii
Ameer Minai
Naat
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
shaafe-e-hashr shafaa.at pe kamar-basta hai
aaj har samt gunahgaar nazar aate hai.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
baKHshish KHudaa kii hai to shafaa.at rasuul kii
rakhtaa huu.n darmiyaan kariim o rahiim kaa
Rasheed Rampuri
Naat
ahl-e-iimaa.n ke liye saaqii-e-kausar hai tuu
ham gunahgaar hai.n aur shaafa-e-mahshar hai tuu
Kashif Shakeel
Ghazal
KHariid-e-jins-e-shafaa.at me.n hogii kaifiyat
hamaarii gaa.nTh me.n hai naqd-e-aabruu-e-sharaab
Muneer Shikohabadi
Ghazal
'sabaa' ham hashr ko mujrim jo nikle
shafaa.at ko shah-e-laulaak niklaa














