SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaffaaf"
Ghazal MATCHES FOR "shaffaaf"
Ghazal
uf vo marmar se taraashaa hu.aa shaffaaf badan
dekhne vaale use taaj-mahal kahte hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
shaffaaf o saaf, aur lataafat me.n be-misaal
saaraa vajuud aa.iina saa hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
vo ek jhiil thii shaffaaf niil paanii kii
aur us me.n Duub ko KHud ko nikhaar aa.e ham
Azhar Iqbal
Ghazal
mai.n us ke siina-e-shaffaaf kii harii lau se
dahak rahaa thaa so puure maze se mil rahaa thaa
Ali Zaryoun
Ghazal
saaf-o-shaffaaf thii paanii kii tarah niiyat dil
dekhne vaalo.n ne dekhaa ise gadlaa kar ke
Zafar Iqbal
Ghazal
hamaaraa dil to hai shaffaaf aa.ine kii tarah
is aa.ine me.n bhalaa ko.ii baal tho.Dii hai
meenakshi jijivisha
Ghazal
vo chiiz jise zindagii kahte hai.n vo kyaa hai
ha.nste hu.e shaffaaf KHayaalaat kaa aalam
Abdul Hamid Adam
Ghazal
koyale.n kuukii.n bahut diivaar-e-gulshan kii taraf
chaa.nd damkaa hauz ke shaffaaf paanii me.n bahut
Muneer Niyazi
Ghazal
hamaarii nasl sa.nvartii hai dekh kar ham ko
so apne-aap ko shaffaaf-tar bhii rakhnaa hai
Fatima Hasan
Ghazal
kitnaa shaffaaf chamaktaa hu.aa din thaa jis kii
dhuup thii pyaar kii baarish me.n bhigone vaalii
Javed Shaheen
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
itnaa shaffaaf nahii.n hai abhii aks-e-dil-o-jaa.n
aa.ine gard-e-masaafat me.n mile hai.n tujh se
Saleem Kausar
Ghazal
dekhuu.n us kii chaa.ndnii chaa.nd se bhii shaffaaf
aur sunahrii raushnii apnaa jamaal kare