SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaffaaf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shaffaaf"
Nazm
mere hamdam mere dost!
kis tarah aariz-e-mahbuub kaa shaffaaf bilor
yak-ba-yak baada-e-ahmar se dahak jaataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Sher
uf vo marmar se taraashaa hu.aa shaffaaf badan
dekhne vaale use taaj-mahal kahte hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
uf vo marmar se taraashaa hu.aa shaffaaf badan
dekhne vaale use taaj-mahal kahte hai.n
Qateel Shifai
MORE MATCHES FOR "shaffaaf"
Nazm
ai ishq kahin le chal
kohsaar ke daaman kii mastaana havaa.o.n me.n
yaa chaa.ndnii raato.n kii shaffaaf fazaa.o.n me.n
Akhtar Shirani
Ghazal
vo ek jhiil thii shaffaaf niil paanii kii
aur us me.n Duub ko KHud ko nikhaar aa.e ham
Azhar Iqbal
Ghazal
mai.n us ke siina-e-shaffaaf kii harii lau se
dahak rahaa thaa so puure maze se mil rahaa thaa
Ali Zaryoun
Nazm
mujhe sochne de
duur saahil pe vo shaffaaf makaano.n kii qataar
sarsaraate hu.e pardo.n me.n simaTte gulzaar
Sahir Ludhianvi
Nazm
parchhaiyan
sunaa.ii dene lagii jagmagaate siino.n me.n
dilo.n ke naazuk o shaffaaf aabgiino.n me.n