SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaffaaf"
Nazm MATCHES FOR "shaffaaf"
Nazm
mere hamdam mere dost!
kis tarah aariz-e-mahbuub kaa shaffaaf bilor
yak-ba-yak baada-e-ahmar se dahak jaataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai ishq kahin le chal
kohsaar ke daaman kii mastaana havaa.o.n me.n
yaa chaa.ndnii raato.n kii shaffaaf fazaa.o.n me.n
Akhtar Shirani
Nazm
mujhe sochne de
duur saahil pe vo shaffaaf makaano.n kii qataar
sarsaraate hu.e pardo.n me.n simaTte gulzaar
Sahir Ludhianvi
Nazm
parchhaiyan
sunaa.ii dene lagii jagmagaate siino.n me.n
dilo.n ke naazuk o shaffaaf aabgiino.n me.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aurat
mariyam hai to paakiiza-o-shaffaf hai.n a.amaal
ban jaa.e zuleKHaa to hayaa ko kare paamaal
Rahbar Jaunpuri
Nazm
aap-biti
chaa.nd taare to kahaa.n ab ko.ii jugnuu bhii nahii.n
kitnaa shaffaaf a.ndheraa nazar aataa hai mujhe
Qateel Shifai
Nazm
la-tahzanu
gulo.n se bharne lage asia ke laala-zaar
vo dekho ho ga.e europe ke aasmaa.n shaffaaf
Rehman Faris
Nazm
mujhe kuchh yaad aata hai
ko.ii KHushbuu nikal kar phail jaatii hai
mohabbat ke kisii shaffaaf lamhe kaa munavvar jism
Nomaan Shauque
Nazm
mere siwa
kaun pa.Dh paa.egaa tahriir-e-jabiin-e-shaffaaf
kas ko mal saktaa hai be-vaj.h taGaaful kaa javaaz