SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaguufa"
Ghazal MATCHES FOR "shaguufa"
Ghazal
buu-e-gesuu ne shaguufa ye nayaa chho.Daa hai
nik.hat-e-gul se ulajhtii hai tabii.at merii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
yahii qalam hai ki jis kii 'ataa se mujh ko mile
ye chaahato.n ke shaguufe mohabbato.n ke ka.nval
Ahmad Faraz
Ghazal
tez hai buu-e-shaguufa haa.e marg-e-naa-gahaa.n
ghir ga.ii KHaak-e-zamii.n jaise hisaar-e-aab me.n
Muneer Niyazi
Ghazal
sabz patto.n se milaa ham ko bahaaro.n kaa suraaG
shaaKH-e-naazuk pe magar ko.ii shaguufa na milaa
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
ko.ii shaguufa tumhaare ha.nsne kaa muntazir hai
kisii nazaare ko dhuup aa kar ayaa.n karegii
Nadir Areez
Ghazal
hu.aa na raah me.n haa.il ko.ii shaguufa bhii
ravaa.n-davaa.n hii rahaa qaafila bahaaro.n kaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
umiid hii to dil-shajar kii aaKHirii asaas thii
shaguufa ye bhii ho gayaa KHizaa.n se paa.emaal kyaa
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
Muhib Aarfi
Ghazal
sad-barg gah dikhaa.ii hai gah arGavaa.n basant
laa.ii hai ek taaza shaguufa yahaa.n basant
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
honaa thaa aap apne chaman me.n shaguufa-kaar
sharminda-e-bahaar hu.e bhii to kyaa hu.e
Adeeb Malegavi
Ghazal
daaG-e-saudaa ek din degaa bahaar
fasl is gul kii shaguufa laa.egii
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
dikhlaa kii ye bahaar shaguufa phulaa.enge
o.Dhaa nahii.n do-shaala-e-gulnaar be-sabab