SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahaadat"
Ghazal MATCHES FOR "shahaadat"
Ghazal
hayaat-e-ishq kaa ik ik nafas jaam-e-shahaadat hai
vo jaan-e-naaz-bardaaraa.n ko.ii aasaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
vaah-re shauq-e-shahaadat kuu-e-qaatil kii taraf
gungunaataa raqs kartaa jhuumtaa jaataa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
saraab huu.n ki badan kii yahii shahaadat hai
har ek uzv me.n bahtaa hai ret kaa dariyaa
Fahmida Riaz
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
mai.n tamannaa-e-shahaadat kaa mazaa bhuul gayaa
aaj is shauq se armaan se jallaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye hii lahuu hai shahaadat ye hii lahuu paanii
KHizaa.n nasiib sahii zehn me.n bahaar bhii rakh
Nida Fazli
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Hasan Naim
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
phir mujhe vazn kiyaa jaa.e shahaadat ke liye
phir adaalat me.n ko.ii le ke taraazuu aa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tum ho ki abhii shahr me.n masruuf bahut ho
ham hai.n ki abhii zikr-e-shahaadat nahii.n karte
Khursheed Akbar
Ghazal
phir vo parvaane jinhe.n izn-e-shahaadat na milaa
phir vo sham.e.n ki jinhe.n raat na hone paa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
garmii hai zabaa.n kii sabab-e-soKHtan-e-jaa.n
har sham' shahaadat ko hai yaa.n sar-basar a.ngusht
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa faa.eda hai daava-e-ishq-e-husain se
sar me.n agar vo shauq-e-shahaadat nahii.n rahaa
Noon Meem Rashid
Ghazal
gar shahaadat aarzuu hai nashshe me.n gustaaKH ho
baal shiishe kaa rag-e-sa.ng-e-fasaa.n ho jaa.egaa
Mirza Ghalib
Ghazal
gul-haa-e-zaKHm se huu.n shahaadat-talab nihaal
taufiiq-e-KHair ho tirii talvaar ke liye