SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahaadat"
Nazm MATCHES FOR "shahaadat"
Nazm
tariq ki dua
ajab chiiz hai lazzat-e-aashnaa.ii
shahaadat hai matluub-o-maqsuud-e-momin
Allama Iqbal
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
laa ko.ii naGma ko.ii saut tirii umr daraaz
nauha-e-Gam hii sahii shor-e-shahaadat hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lahu ka suragh
kisii ko bahr-e-samaa.at na vaqt thaa na dimaaG
na mudda.ii na shahaadat hisaab paak hu.aa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
salam
garche likhii hu.ii thii shahaadat imaam kii
lekin mere husain ne hujjat tamaam kii
Parveen Shakir
Nazm
aawara sajde
ek zaKHm aisaa na khaayaa ki bahaar aa jaatii
daar tak le ke gayaa shauq-e-shahaadat mujh ko
Kaifi Azmi
Nazm
nae sal ki pahli nazm
a.ngushtaa ne ik ik kar ke chhalnii hone ko aa.e
ab baarii a.ngusht-e-shahaadat kii aane vaalii hai
Parveen Shakir
Nazm
kaise Tahalta hai chand
qabr kii sharm abhii baaqii hai
ha.nsii hamaarii maut kii shahaadat hai
Sara Shagufta
Nazm
qissa gul-baadshah ka
umar battiis baras
vo mujaahid shahaadat kaa taalib raah-e-haq kaa musaafir hu.aa
Zehra Nigaah
Nazm
shahid bhagat-singh
taa-daar-o-rasan shauq se iThlaa ke gayaa
to shaan-e-shahaadat apnii dikhlaa ke gayaa
Tilok Chand Mahroom
Nazm
buzdil
tuu hii bataa ki kahaa.n tak fareb duu.n KHud ko
ki meraa aks mire KHauf kii shahaadat hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
punjab
laajpat-raa.e yahii.n jaam-e-shahaadat pii ga.e
jaane kitne qaum kii KHaatir mare aur jii ga.e
Arsh Malsiyani
Nazm
bhagat-singh ke nam
shahaadat kii vatan kii baat chaltii hai
mujhe tum yaad aate ho