SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahd"
Ghazal MATCHES FOR "shahd"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
shahd jiine kaa milaa kartaa hai tho.Daa tho.Daa
jaane vaalo.n ke liye dil nahii.n tho.Daa karte
Gulzar
Ghazal
hariir atlas-o-kamKHvaab pankhu.Dii resham
kisii ke phuul se talvo.n se shaah-maat sabhii
Shahzad Qais
Ghazal
nii.nd milii hai gu.D se miiThii shahd se shiirii.n
gaa.o naacho naacho gaa.o KHvaab kaa kyaa hai
Daniyal Tareer
Ghazal
haraarate.n hai.n ma.aal-e-halaavat-e-duniyaa
vo zahr hai jise ham shahd-e-naab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
aap kii harf-adaa.ii kaa ye aalam hai ki ab
pe.D par shahd kaa chhattaa bhii Galat lagtaa hai
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
sho.abda-gar nahii.n mehmaan-e-saf-e-yaaraa.n huu.n
zahr piitaa hu.aa aur shahd ugaltaa hu.aa mai.n
Shahid Zaki
Ghazal
buraa nahii.n hai magar hasb-e-tishnagii bhii kahaa.n
suluuk-e-shahd-labaa.n merii tishnagii ke saath
Sahba Akhtar
Ghazal
is liye shaad rahtaa huu.n har haal me.n
mere dushman ko merii KHushii maut hai
Mohammad Askari Arif
Ghazal
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
Faiz Khalilabadi
Ghazal
shahd ke jaisii miiThii bolii yaad aatii hai
duudh ke jaisaa ujlaa bachpan yaad aataa hai
Qaisar Siddiqi
Ghazal
talKH shikve lab-e-shiirii.n se mazaa dete hai.n
ghol kar shahd me.n vo zahr pilaa dete hai.n
Zaheer Dehlvi
Ghazal
chaahe jitnaa shahd pilaa do shaaKHo.n ko
niim ke patte phir bhii ka.Dve nikle.nge
Tariq Qamar
Ghazal
in aa.nsu.o.n ne chho.D dii ho.nTo.n pe kuchh namii
yaa'nii shahd se ju.D ga.ii gu.D kii miThaas aur