SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahd"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shahd"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
shahd jiine kaa milaa kartaa hai tho.Daa tho.Daa
jaane vaalo.n ke liye dil nahii.n tho.Daa karte
Gulzar
PAGE MATCHES FOR "shahd"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shahd"
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
har-suu ne.amat rakkhii dekhii
shahd aur duudh kii makkhii dekhii
Akbar Allahabadi
Sher
shahd-o-shakar se shiirii.n urdu zabaa.n hamaarii
hotii hai jis ke bole miiThii zabaa.n hamaarii
Altaf Hussain Hali
Ghazal
nii.nd milii hai gu.D se miiThii shahd se shiirii.n
gaa.o naacho naacho gaa.o KHvaab kaa kyaa hai
Daniyal Tareer
Ghazal
haraarate.n hai.n ma.aal-e-halaavat-e-duniyaa
vo zahr hai jise ham shahd-e-naab samjhe hai.n
Meer Anees
Sher
hai eid mai-kade ko chalo dekhtaa hai kaun
shahd o shakar pe TuuT pa.De roza-daar aaj
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
aap kii harf-adaa.ii kaa ye aalam hai ki ab
pe.D par shahd kaa chhattaa bhii Galat lagtaa hai
Ahmad Kamal Parwazi
Nazm
shahar-bano ke liye ek nazm
ki us ke baa'd mujh ko shahd bhii phiikaa saa lagtaa hai
tumhe.n jab yaad kartaa huu.n