aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Wasi Shah's Photo'

Wasi Shah

1976 | Lahore, Pakistan

Wasi Shah

Ghazal 53

Nazm 6

Sher-o-Shayari 16

tumhārā naam likhne ijāzat chhin ga.ī jab se

koī bhī lafz likhtā huuñ to āñkheñ bhiig jaatī haiñ

tumhaara nam likhne ki ijazat chhin gai jab se

koi bhi lafz likhta hun to aankhen bhig jati hain

na tumheñ hosh rahe aur na mujhe hosh rahe

is qadar TuuT ke chāho mujhe pāgal kar do

na tumhein hosh rahe aur na mujhe hosh rahe

is qadar TuT ke chaho mujhe pagal kar do

jo nahīñ hai to ye mukammal na ho sakeñgī

tirī yahī ahmiyat hai merī kahāniyoñ meñ

jo tu nahin hai to ye mukammal na ho sakengi

teri yahi ahmiyat hai meri kahaniyon mein

is judā.ī meñ tum andar se bikhar jāoge

kisī ma.azūr ko dekhoge to yaad ā.ūñgā

is judai mein tum andar se bikhar jaoge

kisi mazur ko dekhoge to yaad aaunga

kaun kahtā hai mulāqāt mirī aaj hai

mirī ruuh ke andar hai ka.ī sadiyoñ se

kaun kahta hai mulaqat meri aaj ki hai

tu meri ruh ke andar hai kai sadiyon se

BOOKS 2

 

Videos 8

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Wasi Shah

Wasi Shah

Wasi Shah reading his poetry at a mushaira

Wasi Shah

aa.nkho.n se mirii is liye laalii nahii.n jaatii

Wasi Shah

baa.ndh le.n haath pe siine pe sajaa le.n tum ko

Wasi Shah

samundar me.n utartaa huu.n to aa.nkhe.n bhiig jaatii hai.n

Wasi Shah

ye kaamyaabiyaa.n izzat ye naam tum se hai

Wasi Shah

Audios 23

Aaj humein ye baat samjh mein aai hai

Ab jo laute ho itna saalon mein

Abhi to ishq mein aisa bhi haal hona hai

Recitation

RELATED Poets

More Poets From "Lahore"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now