SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahr-e-be-haras"
Ghazal MATCHES FOR "shahr-e-be-haras"
Ghazal
na ziist kii ko.ii halchal na maut hii kii fuGaa.n
hai kohar kohar saa ik shahr-e-be-haras mujh me.n
Abdullah Kamal
Ghazal
shahr-e-be-mehr me.n miltaa kahaa.n dildaar ko.ii
kaash mil jaataa hame.n majma-e-aGyaar ko.ii
Sajida Zaidi
Ghazal
is shahr-e-be-aavaaz me.n vo raat bhii guzrii
jab mai.n ne kahaa aur KHudii mai.n ne sunaa bhii
Nizamuddin Nizam
Ghazal
is shahr-e-be-niyaaz ke logo.n kii KHuu na puuchh
kis kis adaa se karte hai.n dil kaa lahuu na puuchh
Nasir Nizami
Ghazal
is shahr-e-be-amaa.n me.n amaa.n chaahiye mujhe
is ghar ke paas apnaa makaa.n chaahiye mujhe
Neelma Naheed Durrani
Ghazal
Professor Mahmood Alam
Ghazal
is shahr-e-be-charaaG me.n do-chaar ham hii hai.n
rahte hai.n vo jo suurat-e-anvaar ham hii hai.n
Sikandar Irfan
Ghazal
is shahr-e-be-vafaa se shariik-e-vafaa na maa.ng
mirzaa yahaa.n tuu apne liye saahibaa na maa.ng
Euphonic Amit
Ghazal
Hafeez Shahid
Ghazal
'jaalib' na aa.egaa ko.ii ahvaal puuchhne
de.n shahr-e-be-hisaa.n me.n sadaa.e.n kisii ko kyaa
Habib Jalib
Ghazal
is shahr-e-be-charaaG me.n jaa.egii tuu kahaa.n
aa ai shab-e-firaaq tujhe ghar hii le chale.n
Nasir Kazmi
Ghazal
ilzaam ek ye bhii uThaa lenaa chaahiye
is shahr-e-be-amaa.n ko bachaa lenaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
kis qadar begaanagii hai shahr-e-be-ehsaas me.n
aadmii se aadmii kaa raabta ko.ii nahii.n