SEARCH RESULTS
Showing search results for "shajar-e-jaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "shajar-e-jaa.n"
Ghazal
jalaa diyaa shajar-e-jaa.n ki sabz-baKHt na thaa
kisii bhii rut me.n haraa ho ye vo daraKHt na thaa
Parveen Shakir
Ghazal
hasrat-e-diidaar-e-jaan-e-jaa.n kii KHaatir dekhiye
qalb meraa dosto.n qalb-e-tapaa.n hone lagaa
Shajar Abbas
Ghazal
Muzammil Abbas Shajar
Ghazal
mai.n naqd-e-jaan ko bhii shauq se rakhuu.n girvii
tumhaare qurb ke lamhe agar udhaar mile.n
Muzammil Abbas Shajar
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
har jabii.n par hai sajii jhuuT kii surKHii ai 'jaan'
ab to insaan bhii aKHbaar nazar aate hai.n
Jan Kashmiri
Ghazal
alfaaz ke teshe se ai 'jaan' taraash us ko
patthar ke libaade me.n poshiida jo hiiraa hai
Jan Kashmiri
Ghazal
ash.aar kyo.n na mere ho.n KHushbuu kii khetiyaa.n
ai 'jaan' KHaak-e-paak jo fan kii asaas hai
Jan Kashmiri
Ghazal
aa jaa KHudaa ke vaaste aa jaa na der kar
dil meraa vaa-guzaar hu.aa hai abhii abhii
Jan Kashmiri
Ghazal
har ek samt se phuuT aa.ii hai.n na.ii shaaKHe.n
tane ke kaTne se naam-e-shajar na KHatm hu.aa
Jan Kashmiri
Ghazal
Jan Kashmiri
Ghazal
zahr-e-maahaul se pur hai mire tan kaa kaasa
kyo.n na mar jaa.e vahii.n mujh ko jo bichchhuu kaaTe
Jan Kashmiri
Ghazal
jab ko.ii siina-e-girdaab pe ubhraa qatra
yaad aaya dil-e-pur-KHuu.n ke lahuu kaa qatra
Jan Kashmiri
Ghazal
shajar-e-ishq to maa.nge hai lahuu ke aa.nsuu
tab kahii.n jaa ke ko.ii shaaKH harii aave hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
KHud ishq qurb-e-jism bhii hai qurb-e-jaa.n ke saath
ham duur hii se un ko pukaar aa.e ye nahii.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
shajar-e-jaa.n se bas ik baar u.Daane kii hai der
in parindo.n ko kahaa.n merii zaruurat rahegii