SEARCH RESULTS
Showing search results for "shakl"
Ghazal MATCHES FOR "shakl"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
huur kii shakl ho tum nuur ke putle ho tum
aur is par tumhe.n aataa hai jalaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
usii kii shakl mujhe chaa.nd me.n nazar aa.e
vo maah-ruKH jo lab-e-baam bhii nahii.n aataa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Shahryar
Ghazal
kyuu.n mirii shakl pahan letaa hai chhupne ke liye
ek chehra ko.ii apnaa bhii KHudaa kaa hotaa
Gulzar
Ghazal
suuraj ne apnii shakl bhii dekhii thii pahlii baar
aa.iine ko maze bhii taqaabul ke aa ga.e
Rahat Indori
Ghazal
Jamal Ehsani
Ghazal
zindagii apnii jab is shakl se guzrii 'Gaalib'
ham bhii kyaa yaad kare.nge ki KHudaa rakhte the
Mirza Ghalib
Ghazal
vo mirii shakl miraa naam bhulaane vaalii
apnii tasviir se kyaa aa.nkh milaatii hogii
Wasi Shah
Ghazal
pal-bhar me.n us kii shakl na aa.ii agar nazar
yak-dam ulajh ke rishta-e-anfaas rah gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
marne se pahle shakl hii ik baar dekh luu.n
ai maut zindagii kaa pataa chaahiye mujhe
Khumar Barabankavi
Ghazal
mai.n chaah kar vo shakl mukammal na kar sakaa
us ko bhii lag rahaa thaa adhuurii banaa.uu.ngaa
Umair Najmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
aap kii shakl bhalii aap kii suurat achchhii
aap ke taur bure aap se nafrat achchhii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
jo sunaa karte the ha.ns ha.ns ke kabhii naama-e-shauq
ab mirii shakl se bezaar nazar aate hai.n