SEARCH RESULTS
Showing search results for "shakl"
Nazm MATCHES FOR "shakl"
Nazm
taj-mahal
merii mahbuub unhe.n bhii to mohabbat hogii
jin kii sannaa.ii ne baKHshii hai use shakl-e-jamiil
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHun phir KHun hai
KHuun phir KHuun hai sau shakl badal saktaa hai
aisii shakle.n ki miTaa.o to miTaa.e na bane
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadmi-nama
goraa bhii aadmii hai ki Tuk.Daa hai chaa.nd-saa
bad-shakl bad-numaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
muflisi
mu.nh KHushk daa.nt zard badan par jamaa hai mail
sab shakl qaidiyo.n kii banaatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jugnu
ye shaaKH-saar ke jhuulo.n me.n pe.ng pa.Dte hu.e
ye laakho.n pattiyo.n kaa naachnaa ye raqs-e-nabaat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ramaen ka ek sin
kin kin riyaazato.n se guzaare hai.n maah-o-saal
dekhii tumhaarii shakl jab a mere naunihaal
Chakbast Braj Narayan
Nazm
andeshe
us ne ghabraa ke nazar laakh bachaa.ii hogii
miT ke ik naqsh ne sau shakl dikhaa.ii hogii
Kaifi Azmi
Nazm
kisan
phir mujhe piiste hai.n, guu.ndhte hai.n, se.nkte hai.n
guu.ndhne se.nkne me.n shakl badal jaatii hai
Kaifi Azmi
Nazm
munajat-e-bewa
par use kyaa naasuur se nisbat
tap vahii diq kii shakl hai lekin
Altaf Hussain Hali
Nazm
aurat
hai shakl me.n beTii kii bahaar-e-sahr-o-shaam
qudrat kaa atiya hai ye qudrat kaa hai in.aam
Rahbar Jaunpuri
Nazm
zindagi
mai.n ne har shakl ko ghabraa ke KHudaa maan liyaa
kaaT ke rakh diye sandal ke pur-asraar daraKHt
Kaifi Azmi
Nazm
fareb
maut aazaad hai laasho.n pe guzarne ke liye
chor-baazaaro.n me.n bad-shakl chu.Dailo.n kii tarah
Ali Sardar Jafri
Nazm
kaenat
ye raat kaa chhalnii chhalnii saa kaalaa aasmaa.n hai
ki jis me.n jugnuu kii shakl me.n