SEARCH RESULTS
Showing search results for "shamla"
Ghazal MATCHES FOR "shamla"
Ghazal
tuu shamla jo rakhtaa hai KHar hai vagarna
zaruurat hai kyaa shaiKH dam ik vajab kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
Muneer Jafri
Ghazal
Talat Isharat
Ghazal
'shimla' ye zindagii bhii 'ajab imtihaan hai
har dard ko tuu ha.ns ke nibhaataa hai kis tarah
Shimla Sharma
Ghazal
Mohsin Ehsan
Ghazal
jaane us ne kyaa dekhaa shahr ke manaare me.n
phir se ho gayaa shaamil zindagii ke dhaare me.n
Sarvat Husain
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mere hone me.n kisii taur se shaamil ho jaa.o
tum masiihaa nahii.n hote ho to qaatil ho jaa.o
Irfan Siddiqi
Ghazal
phir dum hai vo shimla jo hu.aa had se ziyaada
rakh shimla tuu shimle kaa jo dastuur ho ai shaiKH
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
chaahato.n kii rut ho to dhuup dhuup mausam me.n
har qadam pe hai shimla har qadam masuurii hai
Dr Anjana Singh Sengar
Ghazal
shimla rakhaa jo dosh pe la.nguur kii sii dum
kyaa is me.n shaiKH-jii kii karaamaat ba.Dh ga.ii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
un kii be-ruKHii me.n bhii iltifaat shaamil hai
aaj kal mirii haalat dekhne ke qaabil hai
Ameer Qazalbash
Ghazal
ai dariyaa tuu shaamil kar le apne logo.n me.n
varna mai.n bhii rah jaa.uu.ngaa pyaase logo.n me.n
Zaan Farzaan
Ghazal
kah gayaa huu.n jo mai.n ravaanii me.n
vo to shaamil na thaa kahaanii me.n
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
ra.ng-e-Gazal me.n dil kaa lahuu bhii shaamil ho
KHanjar jaisaa bhii ho lekin qaatil ho
Zeb Ghauri
Ghazal
terii nigaah-e-naaz ke bismil na ho.nge ham
har rang har fazaa me.n to shaamil na ho.nge ham