SEARCH RESULTS
Showing search results for "sharah"
Ghazal MATCHES FOR "sharah"
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kal un ke aage sharah-e-tamannaa kii aarzuu
itnii ba.Dhii ki nutq ko bekaar kar diyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
sharah-e-bedardi-e-haalaat na hone paa.ii
ab ke bhii dil kii mudaaraat na hone paa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
paiham Tapak pa.De jo ba-hasrat huzuur-e-dost
in aa.nsu.o.n se sharah-e-tamannaa badal ga.ii
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
KHuun-e-hayaat KHuun-e-tarab KHuun-e-aarzuu
ye sharah-e-muKHtasar mirii umr-e-vafaa kii hai
Rasool Jahan Begam Makhfi Badayuni
Ghazal
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
Waliullah wali
Ghazal
muzmir the merii zaat me.n asraar-e-kaa.enaat
mai.n aap raaz aap hii KHud sharah-e-raaz thaa
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
gar samajhte vo kabhii ma.anii-e-matn-e-qur.aa.n
chehre sharraah ke hargiz na kitaabii hote
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
yak nazar besh nahii.n fursat-e-hastii Gaafil
garmii-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
rag-e-sa.ng se Tapaktaa vo lahuu ki phir na thamtaa
jise Gam samajh rahe ho ye agar sharaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
baat karnii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii
jaisii ab hai tirii mahfil kabhii aisii to na thii