SEARCH RESULTS
Showing search results for "sharf"
Ghazal MATCHES FOR "sharf"
Ghazal
vaa.iz o shaiKH ne sar jo.D ke badnaam kiyaa
varna badnaam na hotii mai-e-gulfaam abhii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
ye aqiidat hii kahii.n darpai-e-aazaar na ho
sharf-e-paa-bosii-e-aGyaar se Dar lagtaa hai
Azeem Hyderabadi
Ghazal
kaun se log the zulmaat ke sahraa.o.n me.n
ki jinhe.n martaba-e-izz-o-sharf khii.nchtaa hai
Qamar Siddiqi
Ghazal
Sabeen Yunus
Ghazal
vasl me.n sharf ne chho.Daa thaa ba-mushkil daaman
darmiyaa.n ho ga.ii haa.il ye nazaakat kaisii
Hajir Dehlwi
Ghazal
Prem Shankar Goila Farhat
Ghazal
baKHshegaa vo du.aa.o.n ko sharf-e-qubuuliyyat
rakkhegaa mere ashko.n kii barsaat kaa bharam
Sagar Sarfaraz
Ghazal
Saqib Harooni
Ghazal
intiKHaab-e-lab-o-lahja-o-takallum jaanaa.n
azmat-o-sharf sukuu.n-naak-e-Gazal ho jaa.e
Saqib Harooni
Ghazal
Jashn Abbas
Ghazal
sharf-e-Gazal milaa hai 'musharraf' ko phir se aaj
shaam-e-Gazal kii saa'ate.n shahkaar ho ga.ii.n
Masharraf Shahryar Kazmi
Ghazal
yak nazar besh nahii.n fursat-e-hastii Gaafil
garmii-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
rag-e-sa.ng se Tapaktaa vo lahuu ki phir na thamtaa
jise Gam samajh rahe ho ye agar sharaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
hame.n to hazrat-e-vaa.iz kii zid ne pilvaa.ii
yahaa.n iraada-e-sharb-e-mudaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
aur jaam TuuTe.nge is sharaab-KHaane me.n
mausamo.n ke aane me.n mausamo.n ke jaane me.n