SEARCH RESULTS
Showing search results for "sharh"
Ghazal MATCHES FOR "sharh"
Ghazal
payaambar na mayassar hu.aa to KHuub hu.aa
zabaan-e-Gair se kyaa sharh-e-aarzuu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
sharh-e-Gam to muKHtasar hotii ga.ii us ke huzuur
lafz jo mu.nh se na niklaa daastaa.n bantaa gayaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sharh-e-Gam haa.e be-hisaab huu.n mai.n
likhne baiThuu.n to ik kitaab huu.n mai.n
Saqi Amrohvi
Ghazal
usii kii sharh hai ye uThte dard kaa aalam
jo daastaa.n thii nihaa.n tere aa.nkh uThaane me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sharh-e-firaaq mad.h-e-lab-e-mushkbuu kare.n
Gurbat-kade me.n kis se tirii guftuguu kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo KHud kahe.n to sharh-e-mohabbat bayaa.n karuu.n
naGma baGair saaz sunaayaa na jaa.egaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
tamaam harf-o-hikaayat tamaam diida-o-dil
is ehtimaam pe bhii sharh-e-aashiqii na hu.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
nigaah o dil se ab tafsiir-o-sharh-e-aazruu hogii
zabaan o lab se tark-e-iltijaa karne kaa vaqt aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
puuchh mat sharh-e-karam-haa-e-aziizaa.n hamdam
un me.n itnii thii sharaafat mujhe maa'luum na thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sharh-e-asbaab-e-giriftaarii-e-KHaatir mat puuchh
is qadar ta.ng hu.aa dil ki mai.n zindaa.n samjhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
''zabaan-e-Gair se kyaa sharh-e-aarzuu karte''
vo KHud agar kahii.n miltaa to guftuguu karte
Mustafa Zaidi
Ghazal
qaul-e-momin hai us ke fel kii sharh
vo jo kahtaa hai kar guzartaa hai