SEARCH RESULTS
Showing search results for "sharm"
Ghazal MATCHES FOR "sharm"
Ghazal
dono.n jahaan de ke vo samjhe ye KHush rahaa
yaa.n aa pa.Dii ye sharm ki takraar kyaa kare.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ai husn-e-yaar sharm ye kyaa inqalaab hai
tujh se ziyaada dard tiraa kaamyaab hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
vaa.n us ko haul-e-dil hai to yaa.n mai.n huu.n sharm-saar
ya.anii ye merii aah kii taasiir se na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
mujh ko dayaar-e-Gair me.n maaraa vatan se duur
rakh lii mire KHudaa ne mirii bekasii kii sharm
Mirza Ghalib
Ghazal
husn aur us pe husn-e-zan rah ga.ii bul-havas kii sharm
apne pe e'timaad hai Gair ko aazmaa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
mu.nh pher kar vo kahte hai.n bas maan jaa.iye
is sharm is lihaaz ke qurbaan jaa.iye
Bekhud Dehlvi
Ghazal
aag dozaKH kii bhii ho jaa.egii paanii paanii
jab ye aasii araq-e-sharm se tar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
hai jo hamaaraa ek hisaab us hisaab se
aatii hai ham ko sharm ki paiham mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
paas-e-adab mujhe unhe.n sharm-o-hayaa na ho
nazzaara-gaah me.n asar-e-maa-sivaa na ho
Bedam Shah Warsi
Ghazal
pahlii pahlii vo mulaaqaat vo barsaat kii raat
yaad hai yaad hai vo sharm-o-hijaabaat kii raat
Talib Baghpati
Ghazal
vaa.n vo to ghar se apne pii kar sharaab niklaa
yaa.n sharm se araq me.n Duub aaftaab niklaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aalam ke dosto.n me.n muravvat nahii.n rahii
sharm-o-hayaa-o-mehr va shafqat nahii.n rahii