SEARCH RESULTS
Showing search results for "shauq-e-naa-tamaam"
Ghazal MATCHES FOR "shauq-e-naa-tamaam"
Ghazal
ik shauq-e-naa-tamaam ne a.ng.Daa.ii lii 'muhib'
aaj un ke ittifaaq se diidaar kyaa hu.e
Zakir Muhib
Ghazal
aalam-e-tamannaa hai KHvaab kaa saa ik aalam
shauq-e-naa-tamaam apnaa ishva kaamyaab un kaa
Akhtar Ali Akhtar
Ghazal
mai.n shauq-e-naa-tamaam huu.n ik husn-e-naa-tamaam
mere liye karo na kabhii aa.nkh tar chalo
Qaisar Qalandar
Ghazal
ik ishq-e-naa-tamaam hai rusvaa.iyaa.n tamaam
ugne lagii hai.n jism me.n tanhaa.iyaa.n tamaam
Zakir Khan Zakir
Ghazal
ai hijr-e-naa-tamaam masaa.il samajh zaraa
ai ‘ishq-e-jaavedaa.n tuu vasaa.il samajh zaraa
Zubair Ahad
Ghazal
Raushan Banarasi
Ghazal
nazar KHamosh hu.ii arz-e-naa-tamaam ke ba.ad
kuchh aur kah na sake ashk-e-be-kalaam ke ba.ad
Anand Narayan Mulla
Ghazal
ik harf-e-naa-tamaam huu.n aage kii baat chho.D
mai.n KHaas huu.n na 'aam huu.n aage kii baat chho.D
Majid Jahangeer Mirza
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
abad se taa-ba-azal 'aks-e-naa-tamaam hai.n ham
jahaa.n ke aa.ina-KHaane se intiqaam hai.n ham
Ameer Imam
Ghazal
tamaam bazm jise sun ke rah ga.ii mushtaaq
kaho vo tazkira-e-naa-tamaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
pahu.nchaa de makr-o-kaid ko hadd-e-kamaal tak
ai dost naa-tamaam ko.ii daastaa.n na chho.D
Shauq Bahraichi
Ghazal
sharh-e-haqiiqat-e-talab-e-naa-tamaam hai
ik daftar-e-shikaayat-e-bejaa kahe.n jise
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
kabhii na shauq-e-safar kam hu.aa miraa ai 'shauq'
na.e safar ke iraade mirii thakaan me.n the