SEARCH RESULTS
Showing search results for "sheesha e sadrang"
Ghazal MATCHES FOR "sheesha e sadrang"
Ghazal
kisii ke haath se TuuTe na shiisha-e-sad-ra.ng
ye reza reza bikhar jaa.egaa kabhii na kabhii
Syed Amin Ashraf
Ghazal
KHaana-e-be-ra.ng bhii hai shiisha-e-sad-ra.ng bhii
dil ko pahle be-niyaaz-e-iin-o-aa.n hone to do
Talha Rizvi Barq
Ghazal
'josh' dhundlaataa na hargiz ye miraa shiisha-e-dil
gard us kii vo agar roz utaaraa karte
A G Josh
Ghazal
shikva-e-va.ada-KHilaafii kaa milaa achchhaa javaab
peshgii rakkhii thii ik ummiid bar aa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
'maz.har' chhupaa ke rakh dil-e-naazuk ko apne tuu
ye shiisha bechnaa hai kisii miirzaa ke haath
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa zaruurii hai ki hirs-e-jalva-e-sad-ra.ng me.n
har nazar bhaTke kisii bhii husn-aaraa kii taraf
Afeef Siraj
Ghazal
Jawed Ahmad
Ghazal
taqdiir-e-reg-e-shiisha-e-saa.at milii mujhe
kulfat safar kii raat din apne vatan me.n hai
Bishan Narayen Darabar
Ghazal
hai.n mire shiisha-e-sahbaa-e-suKHan me.n dono.n
na.ii maa.nge ko.ii mujh se ki puraanii maa.nge
Kaleem Aajiz
Ghazal
manzuur shiisha-e-dil-e-aashiq hai to.Dnaa
jo haath me.n liye hu.e vo sang aa gayaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
shiisha-e-dasht-e-talab chhuuT gayaa haatho.n se
har taraf bikhraa hu.aa KHvaab kaa chehraa hogaa
Muneer Saifi
Ghazal
shiisha-e-dasht-e-talab chhuuT gayaa haatho.n se
har taraf bikhraa hu.aa KHvaab kaa chehra hogaa
muneer saifi
Ghazal
lahuu rone lage.nge saaz-e-ishrat chhe.Dne vaale
are ye dard aavaaz-e-shikast-e-shiisha-e-dil me.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
ye KHabar bhii ai asiir-e-jalva-e-sad-rang hai
dil ke aa.iine ko aks-e-laala-o-gul-rang hai