SEARCH RESULTS
Showing search results for "shiir"
Ghazal MATCHES FOR "shiir"
Ghazal
kaav kaav-e-saKHt-jaanii haa.e-tanhaa.ii na puuchh
sub.h karnaa shaam kaa laanaa hai juu-e-shiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ishq me.n sar pho.Dnaa bhii kyaa ki ye be-mehr log
juu-e-KHuu.n ko naam de dete hai.n juu-e-shiir kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Rehman Faris
Ghazal
tishna-lab hai kab se dil saa shiir-KHvaar
tere duudho.n se hai.n chashme jaariyaa.n
Jaun Eliya
Ghazal
vo sair-chashm huu.n mere liye hai be-vaq'at
jamaal-e-huur-o-sharaab-tahuur-o-shiir-o-‘asal
Ahmad Faraz
Ghazal
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
paa.nv me.n ghuumtii hai zamii.n aasmaa.n talak
is tifl-e-shiir-KHvaar kii raftaar dekhnaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kaam aa.ii kohkan kii mashaqqat na ishq me.n
patthar se juu-e-shiir ke laane ne kyaa kiyaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
kaaT kar raato.n ke parbat asr-e-nau ke tesha-zan
juu-e-shiir-o-chashma-e-nuur-e-sahar laate rahe
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
paTak ke to.D diyaa jis ne niisha-e-jaa.n ko
me.n juu-e-shiir saa pinhaa.n usii chaTaan me.n thaa
Zafar Ghauri
Ghazal
bahut shiir-o-shakar hai.n ham adab me.n
to shams' ham me.n ko.ii kyaa mafiyaa hai
Shams Tabrezi
Ghazal
sitam to ye hai vo farhaad-e-vaqt hai jis ne
na juu-e-shiir nikaalii na but-taraash hu.aa
Iqbal Sajid
Ghazal
kyaa zaruurii hai juu-e-shiir kii baat
kyuu.n na ga.ng-o-jaman kii baat kare.n
Haidar Ali Jafri
Ghazal
shiirii.n ne kohkan se ma.ngaa.ii thii juu-e-shiir
gar imtihaa.n hai us se bhii dushvaar kuchh kaho