SEARCH RESULTS
Showing search results for "shiir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shiir"
PAGE MATCHES FOR "shiir"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shiir"
Ghazal
tishna-lab hai kab se dil saa shiir-KHvaar
tere duudho.n se hai.n chashme jaariyaa.n
Jaun Eliya
Nazm
roTiyan
vo bolaa sun ke teraa gayaa hai shu.uur kyaa
kashf-ul-quluub aur ye kashf-ul-qubuur kyaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
thaame hu.e maslahat kii miizaan
har sher kaa vazn taulte ho
Ahmad Faraz
Ghazal
vo sair-chashm huu.n mere liye hai be-vaq'at
jamaal-e-huur-o-sharaab-tahuur-o-shiir-o-‘asal
Ahmad Faraz
Sher
kaav kaav-e-saKHt-jaanii haa.e-tanhaa.ii na puuchh
sub.h karnaa shaam kaa laanaa hai juu-e-shiir kaa
Mirza Ghalib
Nazm
KHak-e-hind
hai juu-e-shiir ham ko nuur-e-sahar vatan kaa
aa.nkho.n kii raushnii hai jalva is anjuman kaa
Chakbast Braj Narayan
Sher
zindagaanii kii haqiiqat kohkan ke dil se puuchh
juu-e-shiir o tesha o sa.ng-e-giraa.n hai zindagii
Allama Iqbal
Ghazal
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
paa.nv me.n ghuumtii hai zamii.n aasmaa.n talak
is tifl-e-shiir-KHvaar kii raftaar dekhnaa
Obaidullah Aleem
Nazm
id
KHoshaa ki shiir-o-shakar ho ga.e gale mil kar
KHuluus-e-dil hii dikhaane ko iid aa.ii hai
Mohammad Asadullah
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kaam aa.ii kohkan kii mashaqqat na ishq me.n
patthar se juu-e-shiir ke laane ne kyaa kiyaa














