SEARCH RESULTS
Showing search results for "shikasta"
Ghazal MATCHES FOR "shikasta"
Ghazal
mohabbato.n kaa safar is tarah bhii guzraa thaa
shikasta-dil the musaafir shikasta-paa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
ab ik hujuum-e-shikasta-dilaa.n hai saath apne
jinhe.n ko.ii na milaa ham-safar hamaare hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
kiijiye kyaa guftuguu kyaa un se mil kar sochiye
dil-shikasta KHvaahisho.n kaa zaa.iqa rah jaa.egaa
Iftikhar Imam Siddiqi
Ghazal
kyuu.n shikasta hai tiraa rang mataa-e-sad-ra.ng
aur phir apne hii KHuunii.n-jigro.n ke hote
Jaun Eliya
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
vo barq-rau thaa magar vo gayaa kahaa.n jaane
ab intizaar kare.nge shikasta-paa us kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
shikasta-haal saa be-aasraa saa lagtaa hai
ye shahr dil se ziyaada dukhaa saa lagtaa hai
Obaidullah Aleem
Ghazal
lauh-e-siina par mirii sau neza-e-KHattii lage
KHastagii is dil-shikasta kii isii baabat hu.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
mudaam gosh-ba-dil rah ye saaz hai aisaa
jo ho shikasta to paidaa navaa-e-raaz kare
Allama Iqbal
Ghazal
kaash dekho kabhii TuuTe hu.e aa.iino.n ko
dil shikasta ho to phir apnaa paraayaa kyaa hai