SEARCH RESULTS
Showing search results for "shu.uur-e-buland"
Ghazal MATCHES FOR "shu.uur-e-buland"
Ghazal
nigaah tez shu.uur-e-buland rakhte hai.n
ham apnaa ishq bahut hosh-mand rakhte hai.n
Arshi Bhopali
Ghazal
un kii suurat hame.n aa.ii thii pasand aa.nkho.n se
aur phir ho ga.ii baalaa-o-buland aa.nkho.n se
Anwar Shuoor
Ghazal
un kii suurat hame.n aa.ii thii pasand aa.nkho.n se
aur phir ho ga.ii baalaa-o-buland aa.nkho.n se
Anwar Shuoor
Ghazal
kahtaa hai yahii tum se 'shu.uur'-e-jigar-afgaar
sau.npaa hai agar dard to darmaa.n kii KHabar lo
Shuoor Bilgrami
Ghazal
ham ai 'shu.uur' akele kabhii nahii.n hote
hamaare saath hamaaraa KHudaa bhii hotaa hai
Anwar Shuoor
Ghazal
ai 'shu.uur' is ghar me.n is bhare-pure ghar me.n
tujh saa zinda-dil tanhaa aur is qadar tanhaa
Anwar Shuoor
Ghazal
KHvaab-aavar goliyo.n se ai 'shu.uur'
KHud-kushii kii koshishe.n kartaa huu.n mai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
mahram-e-KHaas dekhnaa so to nahii.n gayaa 'shu.uur'
der hu.ii sune hu.e ko.ii na.ii sadaa mujhe
Anwar Shuoor
Ghazal
mas.ala ban ga.ii chhoTii sii buraa.ii ai 'shu.uur'
kyaa takalluf hai bhalaa aur buraa hone me.n
Anwar Shuoor
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
nasha kisii se bhii le luu.n 'shu.uur' aaj magar
vo roz-e-abr-o-shab-e-mahtaab kis se luu.n
Anwar Shuoor
Ghazal
kyaa tirii saadgii-e-tab.a na.ii shai hai 'shu.uur'
log chalte the isii Dhab se bahut din pahle
Anwar Shuoor
Ghazal
tum hii KHuluus-e-dil se aa jaate ho 'shu.uur' ab
miltaa hai kaun varna be-faa.eda kisii se