SEARCH RESULTS
Showing search results for "shuruu.a"
Ghazal MATCHES FOR "shuruu.a"
Ghazal
'muniir' dasht shuruu.a se saraab-aasaa thaa
is aa.ine ko tamannaa kii aab kyaa dete
Muneer Niyazi
Ghazal
safar shuruu.a to hone de apne saath miraa
tuu KHud kahegaa ye kaisii balaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
dabaa.o me.n bhii jamaa.at kabhii nahii.n badlii
shuruu.a din se mohabbat ke saath hai.n ham log
Umair Najmi
Ghazal
shuruu.a din se ghar mai.n sun rahaa thaa is liye
sukuut merii maadarii zabaan ban gayaa
Umair Najmi
Ghazal
shuruu.a me.n mai.n bhii ise raushnii samajhtaa thaa
ye zindagii hai ise haath mat lagaa lenaa
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
na.ii zabaan milii hai so aisaa bolte hai.n
shuruu.a me.n to sabhii ulTaa siidhaa bolte hai.n
Amn Shahzadi
Ghazal
mai.n raat ziist kaa qissa sunaane baiTh gayaa
abhii shuruu.a kiyaa thaa ki raat biit ga.ii
Taimur Hasan
Ghazal
yahaa.n se qissa shuruu.a hotaa hai qatl-o-KHuu.n kaa
yahaa.n se ye daastaa.n mazedaar ho rahii hai
Shakeel Jamali
Ghazal
barahna ruuh thii jab tak ko.ii tamaasha na thaa
ye sab shuruu.a hu.aa ek KHadd-o-KHaal ke baa'd
Aadil Farhat
Ghazal
KHaamoshiyo.n ne apnaa asar kar diyaa shuruu.a
ab rishte ko sadaa kii zaruurat nahii.n bachii
Aks samastipuri
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
phir jhaa.nk-taak aa.nkho.n ne merii shuruu.a kii
phir Gam kaa mere naalo.n ne laggaa lagaa diyaa
Mirza Raza Barq
Ghazal
hisaab-e-tark-ta.alluq tamaam mai.n ne kiyaa
shuruu.a us ne kiyaa iKHtitaam mai.n ne kiyaa
Saud Usmani
Ghazal
har ik varaq hai tujh se shuruu.a is kitaab kaa
tuu hii bataa kahaa.n se mai.n ab ibtidaa karuu.n
Javed Naseemi
Ghazal
kabhii mai.n bhuul ke KHud pe Guruur kar baiThaa
shuruu.a tab se hai mere zavaal kaa mausam