SEARCH RESULTS
Showing search results for "shusta"
Ghazal MATCHES FOR "shusta"
Ghazal
saliis shusta murassaa nafiis narm ravaa.n
dabaa ke daa.nto.n me.n aa.nchal Gazal uThaa.ii ga.ii
Shahzad Qais
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
ab pa.Dh vo Gazal 'mus.hafii' tuu shusta o rafta
sun.ne jise KHalq aa.e safaahaa.n se nikal kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Abid Kazmi
Ghazal
vo shusta shusta gesuu paakiiza-tar nigaahe.n
saa.e me.n mai-kade ke aabaad KHaan-qaahe.n
Mani Nagpuri
Ghazal
bas itnii shikaayat hai tirii shusta-ravii se
mahsuus jo kartaa hai vo iz.haar nahii.n kartaa
Safdar Saleem Sial
Ghazal
paakiiza hai shusta hai bahut shiirii.n hai lahja
urdu mire ajdaad kii godo.n me.n palii hai
Basit Jaleeli
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mere labo.n pe mohr thii par mere shiisha-ruu ne to
shahr ke shahr ko miraa vaaqif-e-haal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
sunaa hai teG ko qaatil ne aab-daar kiyaa
agar ye sach hai to be-shub.ha ham pe vaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
ai dil-e-shefta me.n aag lagaane vaale
ra.ng laayaa hai ye laakhe kaa jamaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
badan churaa ke vo chaltaa hai mujh se shiisha-badan
use ye Dar hai ki mai.n to.D pho.D duu.ngaa use
Rahat Indori
Ghazal
'muniir' dasht shuruu.a se saraab-aasaa thaa
is aa.ine ko tamannaa kii aab kyaa dete