SEARCH RESULTS
Showing search results for "shusta"
Nazm MATCHES FOR "shusta"
Nazm
lakhnau
bahut shusta zabaa.n hai lakhna.uu kii
jo hai urdu vo jaa.n hai lakhna.uu kii
Akhtar Shirani
Nazm
waqt-e-murawwat
mirii namaaz ki hai diid ruu-e-naa-shusta
mirii namaaz ki hai tauf-e-husn-e-KHvaab-aaluud
Josh Malihabadi
Nazm
KHuda ke fazl se huron ke shauhar
zabaan-e-shusta-o-rafta pe nastaaliiq bolii hai
musalle par muraadaabaad ke paano.n kii Dholii hai
Shorish kashmiri
Nazm
saqi-nama
hu.aa is tarah faash raaz-e-fara.ng
ki hairat me.n hai shiisha-baaz-e-fara.ng
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
aur vo jo mar gayaa hai so hai vo bhii aadmii
ashraaf aur kamiine se le shaah-taa-vaziir
Nazeer Akbarabadi
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
motii ho ki shiisha jaam ki dur
jo TuuT gayaa so TuuT gayaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere sare logo
is se pahle bhii to paimaan-e-vafaa TuuTe the
shiisha-e-dil kii tarah aa.iina-e-jaa.n kii tarah
Ahmad Faraz
Nazm
ghaalib
ek tartiib charaaGo.n kii shuruu.a hotii hai
ek qur.aan-e-suKHan kaa saf.ha khultaa hai
Gulzar
Nazm
taaqub
KHvaab-o-ta.abiir ke gum-shuda silsile
baar baar ab sataane lage hai.n tumhe.n
Jaun Eliya
Nazm
aadha kamra
aadhii aadhii baat puuchhnii shuruu.a kii
john Donne kyaa kar rahaa hai