SEARCH RESULTS
Showing search results for "shustagii"
Ghazal MATCHES FOR "shustagii"
Ghazal
Shafeeq Barelvi
Ghazal
kyaa shustagii ho us ke mazaamiin me.n 'jalaal'
jis ko nasiib sohbat-e-ahl-e-zabaa.n na ho
Qazi Jalal Haripuri
Ghazal
shaa.istagii-e-Gam ke sabab aa.nkho.n ke sahraa
namnaak to ho jaate hai.n jal-thal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
hamaare lahje kii shaa.istagii ke dhoke me.n
hamaarii baato.n kii gahraa.iyaa.n na chhuu lenaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
isii kaa naam hai shaa.istagii o paas-e-vafaa
palak tak aa ke jo aa.nsuu thamaa thamaa saa lagaa
Iqbal Azeem
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
mai.n ne KHushbuu ko likhaa dastaras-e-gum-shudagii
ra.ng ko faasla rakhne kii ri.aayat likkhaa
Azm Bahzad
Ghazal
gulo.n kii gum-shudagii se suraaG miltaa hai
kahii.n chaman se nasiim-e-bahaar guzrii hai
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
karaKHt hone lage hai.n bujhe hu.e lahje
mire mizaaj me.n shaa.istagii ke aane se
Alam Khursheed
Ghazal
rago.n me.n chiiKHtaa phirtaa hai ek sail-e-junuu.n
agarche lahje me.n shaa.istagii malaal kii hai
Irfan Sattar
Ghazal
kamaal ye thaa ki ham bahs haar baiThe the
hamaare lahje kii shaa.istagii bachii hu.ii thii