SEARCH RESULTS
Showing search results for "shuumii-e-bakht"
Ghazal MATCHES FOR "shuumii-e-bakht"
Ghazal
aap ko dekh ke kaafir hu.aa thaa shuumii-e-baKHt
aap se mil ke musalmaan dobaara hu.aa mai.n
Idris Azad
Ghazal
shuumii-e-baKHt kii 'mas.uud' ho kyaa fikr mujhe
shukr har haal me.n laazim hai shikaayat kyaa he
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
tarkash me.n jis ke tiir the na haath me.n kamaan thii
shuumii-e-baKHt dekhte us kaa shikaar ho ga.e
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
Sameena Raja
Ghazal
shuumii-e-baKHt se ta.ng aa ke jo dariyaa me.n giraa
mauj ne phe.nk diyaa laa ke lab-e-aab mujhe
Talib Baghpati
Ghazal
Hasan Bakht
Ghazal
unhii.n vaadiyo.n kii rulaatii hai.n yaade.n
jinhe.n 'baKHt' ham gul-fishaa.n chho.D aa.e
Hasan Bakht
Ghazal
kis qadar maayuus hai meraa junuun-e-be-karaa.n
'baKHt' aaKHir vus.at-e-daamaan-e-sahraa kuchh to ho
Hasan Bakht
Ghazal
'baKHt' shikva kyaa kare.n ahl-e-sitam ke jaur kaa
ahl-e-dil ne giit marg-e-aabruu par gaa.e hai.n
Hasan Bakht
Ghazal
zahraab ban chukaa hai ye ehsaas-e-aagahii
ab kis ko baKHt dard kaa darmaa.n banaa.e.n ham
Hasan Bakht
Ghazal
hamaaraa 'baKHt' hai zabt-e-davaam kii tafsiir
yahaa.n numaa.ish-e-soz-e-daruu.n nahii.n hotii
Hasan Bakht
Ghazal
kal 'jahaa.ndaar' ham aur yaar the Tuk mil baiThe
baKHt-e-naa-saaz ne phir aaj biThaayaa tanhaa
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
nek-o-bad kii jise KHabar hii nahii.n
shar hai kam-baKHt vo bashar hii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
shikva-e-shuumii-e-taqdiir to naadaanii hai
aap tadbiir se parvaaz badalte rahiye
Naushad Munis Aazmi
Ghazal
ko.ii suntaa bhii hai yuu.n ham jo kisii ke aage
qissa-e-shuumii-e-taqdiir liye baiThe hai.n