SEARCH RESULTS
Showing search results for "sidrat-ul-muntahaa"
Ghazal MATCHES FOR "sidrat-ul-muntahaa"
Ghazal
mai.n sidrat-ul-muntahaa pe aa ke rukii hu.ii huu.n
ab aage jo bhii karegaa meraa KHudaa karegaa
Fatima Nausheen
Ghazal
sidrat-ul-vasl ke saa.e kaa talabgaar huu.n mai.n
tapish-e-hijr me.n barso.n se giraftaar huu.n mai.n
Waqar Khan
Ghazal
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
mirii marg aisii hai ai 'muntahii'
ki jis kii adam tak KHabar jaa.egii
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
shiddat-e-karb se kumhlaa ga.e chehre ke KHutuut
ab na pahchaan sake.nge mire ahbaab mujhe
Murtaza Barlas
Ghazal
ab shiddat-e-Gam se miraa dam ghuTne lagaa hai
tum reshmii zulfo.n kii havaa kyuu.n nahii.n dete
Murtaza Barlas
Ghazal
dostii chand mulaaqaat se aage na ba.Dhii
shiddat-e-girya munaajaat se aage na ba.Dhii
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
jo muharrik hai mire taKHliiq-e-fan ke vaaste
fikr me.n ye shiddat-e-Gam dekhiye kab tak rahe
Murtaza Barlas
Ghazal
hazaar sher kahe yuu.n to kahne vaalo.n ne
kisii kisii ne dil-e-mubtalaa se baate.n kii.n